How to Take ScreenShot on Android |
ScreenShot Kya hai
' Apne device ke display ka exact pic Capture pic hi Screenshot kahlata hai'Aaj ham jaanenge ke Android phone me Screenshot kaise liya jata hai. ham sabhi jaante hain ke kabhi kabhi hame screenshot pic ki bahot jyada jarurat padti hai par isko na jante huye ke isko kaise lete hain ham use avoid kar dete hain, par ab nahi aaj sabko pta ho jayega wo bhi bahot aasani se.
Kaunsa button use karna hai
1-- Power Button (jisse phone switchoff/Switchon hota hai)
2-- Valume Down Button (jisse awaaj ghatayi/badhayi jati haiusme se niche wala button)
Kaise Len Screen Shot :-- Power Button+Valume Down Key
(power button aur valume down key ko ek sath dabaye)
bas click ho gya aapke phone me screenshot hai na bahot Easy
Chhota par Upyogi Article kaisa lga ya koi problem ho is Articlee ko lekar to comment me jarur bataye.
Read More>> android-me-data-pack-net-pack-bachaye
youtub-se-kisi-bhi-format-ki-video-ya Audio file ko Download kare bina kisi software ke
ConversionConversion EmoticonEmoticon