https://ga.hostgator.com/affiliate_banners/Shared_Red_Blue

Youtub Videos ko Monetize kare aur Adsense se jode paisa kamaye ke liye ( Monetize Video on Youtub )

Youtub ke bare me shayad sabhi jaante hain ke youtub se video dekha jata hai par aaj ham jaanenge ke youtub se video banakar paisa kaise kamaya ja sakta hai....Youtub se paise kamane ke liye video ko Monetize Enable ( chalu ) karna padta hai aur adsense se jodna padta hai.
 Note :- Dhyan rhe Youtub par apni banayi     hui video upload  kare kisi dusre ke           video ko  nhi warna Aapki video copyright mani  jayegi aur ek bhi paisa nhi kama payenge.




(1) Youtub par apni banayi hui video Upload kare....

     Youtub par Video Upload Karna sikhe Hindi me


  Ab mai maan leta hu ke Aap video upload kar chuke ho...

Youtub Video ko monetize kare aur adsense se jode hindiinternettricks.com
Youtub Video ko monetize kare aur adsense se jode hindiinternettricks.com



Step 2   

              (1)  Youtub ke logo ke bagal me 3 line dikh rhi hogi us par click kare.

              (2)  My Channel Option par jaaye.



Youtub Video ko monetize kare aur adsense se jode hindiinternettricks.com
Youtub Video ko monetize kare aur adsense se jode hindiinternettricks.com


   Step 2   


                     (1)  Video manager par click kare.
                     

                     (2) Channel par Click kare.








Step 3


                      (1)  Enable monetization par click kare jaisa upar ke pic me dikhaya gaya hai.
                     

                      (2) Fir jo page open hoga usme bhi Enable monetization par click kare.
                       

                       (3) Jo page  khulega usme Monetize Videos par click kare.
                      

                       (4)  fir ek popup window open hogi isme tino box me tic rahne de aur Monetize par click                               kar de.
   

    *   bas ho gayi hai hamari Video Monetize iska matlab aapke Video par ads to aayenge par koi Income nhi hogi uske              liye  hame apne youtub channel ko Adsense Account se jodna hoga.



Youtub Channel ko Adsense se kaise Jode 


(1)  Channel Section me jaaye.

(2)  View Monetization Setting Par Click kare .

(3)  How Will I Paid par click karke Associate an Adsense Acoount Par click kare.
      Ab aapse puchha ja rha hai adsense account se connet hone ke liye

(4)  Next Button par click kare.
     Ab aapse puchha ja rha hai ke aapka google ka account hai ya nahi  agar nhi hai to
       google-gmail-par-email-account-kaise banate hain jaane

(5)  Yes Procced to Google Account Sign in Par Click kare.

(6)   Ab apne Gmail Account ka password daal ke Sign in par Click kare.
 Ab aapka account Adsense me Login ho gya hai

(7) Apni Language Select kare jo bhi ho Hindi ya English.

(8) Continue Button par Click kare.

   Ab Ek form khulega isme har ek chiz sahi bhare Adress bhi kyunki jo aap adress denge waha par          google ka varification code aayega jise aapko adsense account me submit karna hoga tabhi                      payment milegi.

(9) Ab jab puri jankari correct bhar diye hain to Submit my Application par Click kare.

 Ab hamara Monetization bhi Enable ho gya aur hamne apne channel ko Adsense account se bhi jod diya to ab bas video banao aur paisa kamao...



Ye jaankari kaisi lagi Comment me jarur bataye koi bhi confusion ho to bejhijhak puch sakte hain Aapki puri help ki jayegi.



Read More>>   

                                Bina kisi software ke Youtub Videos Download kare


                              youtub-par-mobile-phone-se-videos-kaise Upload kare

                             online-shopping-kaise-kre-kuchh-simple steps follow karke


Previous
Next Post »
Thanks for your comment

Featured post

Android me Data pack (Net Pack) bachaye bahot Aasani se (Saving Data Pack In Android Easy Trick)

Android Ka data bachaye hello guys kaise ho , Aaj ham ek aise Topic par baat karne wale hain jisse mere khayal se ham sabhi pareshan r...

Ordered List

My Blog List

Hindi Internet Tricks