doston aaj ham baat karenge ke aisi kaunsi site hain jo free me Blog banane deti hain...waise to bahot si websites hain par mai sirf unhi site ke bare me bataunga jo waakai bahot famous hain Aur jin par Blog bana kar ham Asaani se Paisa kama sakte hain Agar thodi si bhi Internet Ki jankari ho to....
To aaiye jaante hain ki Aisi kitni Websites hain jo Free me Blog banane deti hain Aur Sabse Achhi bhi hain....
Mai sirf 2 website ke baare me bata rahaa hu jo best hain Free me Blogg banaane ke liye
https://www.wordpress.com/ Yah bho Blog banane ki best website hai Iski khas baat ye hai ki isme features Blogger ke Blog se bhi jyada hain jo ki Aapki site ko Attractive banate hai jisse Aapki site par jyade se jyade visitor aate hain..Par isme itni khasiyat hone ke bawjood khuchh khamiyan bhi hain jaise ki wordpress me aapka blog to bilkul free me ban jata hai par isko chalane ke liye hosting bhi leni padti hai jo ki rs 99 me bhi aaa jati hai. Aur Ye Google ki sevice nhi hai isliye ise SEO friendly nhi hoti hai par ham ise SEO frindly bna sakte hain. SEO ki jankari mai Aapko agle post me dunga .
Aaapko Ye Chhoti magar Usefull jankari kaisi lagi Comment me Jarur Bataye
Ye bhi Padhe Youtub Videos ko Monetize Kare Aur Paisa Kamaye
Online Shoppping Kaise kare kuchh simple steps follow karke
To aaiye jaante hain ki Aisi kitni Websites hain jo Free me Blog banane deti hain Aur Sabse Achhi bhi hain....
Mai sirf 2 website ke baare me bata rahaa hu jo best hain Free me Blogg banaane ke liye
Free Blogging Sites |
webite/blog kaise banaye sirf 5 minut me
Apne Blog ka pahla post Aise Likhe
(1)BLOGGER
http://www.blogger.com/ ye Blog banane ki sabse best Website hai jisse ki thodi si mehnat karke paisa kamaya ja sakta hai. Aur is website ki sabse khas baat ye hai ki ye Google ki Service hai jo SEO Friendly hoti hai jisse ki hamare bl.og ka traffic increase hone me madad milti hai . Blogger se agar aap apna blog banate ho to aapki website kuchh aisi hogi www.XYZ.blogspot.com Agar aap chaho to ise chane bhi kar sakte ho par uske liye Aapko domain kharidna padega jo ki rs 99 se lekar 1500 tak bhi hota hai.
Blogger par Blog Banane ki jankari ke Liye Yha Click kre
Apne Blog Ka pahla Post Likhe Is tarah se
WordPress
Aaapko Ye Chhoti magar Usefull jankari kaisi lagi Comment me Jarur Bataye
Ye bhi Padhe Youtub Videos ko Monetize Kare Aur Paisa Kamaye
Online Shoppping Kaise kare kuchh simple steps follow karke
ConversionConversion EmoticonEmoticon