hello dosto mai aaj aisi topic leke aaya hu jo aksar logon ki problem rahti hai ke mujhe internet use karna hai Laptop ya computer me par Modem nhi hai. To jis jiska bhi ye probleme hai wo aaj solve hone wali hai aapko internet chalane ke liye modem ki jarurat nhi hai..par kuchh sharte bhi hain jaise ke aapke pas Android Phone hona chahiye Aur Aapke Computer/Laptop me wifi hona chahiye . Agar ye sab hai to aaiye jaante hain Android phone se Computer/Laptop me Internet kaise chalaye.....
(2) Jaha par None likha hua hai waha click karte hi aapko kuchh options milenge WPA2PSK par click kare Aur Security box me apne manpasand ka password daal kar save kar de.
(5) Corner me dikh rhe network Icon par click kare.
Android Phone se Compter/Laptop me Internet chalaye (how to use android phone internet for computer/Laptop) |
Android Phone se Compter/Laptop me Internet chalane ke liye kya kya Chahiye
(1) Android Phone/Smartphone
(2) Copmputer/Laptop me Wifi ho
(3) Phone me Internet Pack (data pack) ho
youtub-se-paisa-kaise-kamaye-jaane-step by step
Kaise Connect kare Phone ko Compter/Laptop se
(1) Sabse pahle Apne phone ki setting Open kare.
Android Phone se Compter/Laptop me Internet chalaye |
(2) More Option par click kare.
Android Phone se Compter/Laptop me Internet chalaye |
(3) Tethering & Portable hotspot par click kare.
Android Phone se Compter/Laptop me Internet chalaye |
(4) Wi-Fi hotspot ke bagal me on off ka button hai use on kare jaisa ke Screenshot me dikhaya gaya hai.
Agar aap chahte hain ke aap ke phone se aur koi na chalaye internet to password laga sakte ho..
Password kaise lagaye :- (1) Setup Wi-Fi hotspot par click kare jaisa upar ke picture me dikhaya gya hai.
Android Phone se Compter/Laptop me Internet chalaye |
(2) Jaha par None likha hua hai waha click karte hi aapko kuchh options milenge WPA2PSK par click kare Aur Security box me apne manpasand ka password daal kar save kar de.
(3) Agar sirf 1 hi Computer ya laptop chalana hai to 1 user hi select kare jaisa ke upar ke pic me dikhaya gya hai.
* Ab aapka password bhi lag chuka hai To ab Jis Computer/Laptop me Internet chalana hai use On kare.
(how to use android phone internet for computer/Laptop |
(5) Corner me dikh rhe network Icon par click kare.
**** Ab aap Internet chala sakte ho Apne Computer/Laptop me ****
kaisi lagi jaankari comment karke jarur bataye......
1 comments:
Click here for commentsNyc
ConversionConversion EmoticonEmoticon