https://ga.hostgator.com/affiliate_banners/Shared_Red_Blue

आइये घर बैठे पूरी दुनिया घूमें (World Tour Sitting at Home)

                                                 
Hello dosto ek Long time ke baad mai aaj hindiinternettricks.com pr wapas aa gya hu aur ab mai continue rahunga.
To aaoko bta de ki aaj bahot hi intresting topic ko ham touch karenge jaise  agar mai kahu ke ghar baithe aap pura world ghum sakte hain to kya aapko belive hoga nhi na .. par ye sach hai.
Aan mai aapko btaunga ke apne Android phone ke jariye aap world tour kr sakte hain.
To time jyada na lete hue ditect topic pe aate hain.

1 :- Apne Android phone me play store         open kre.
2 :- playstore me search kre Google street view.
3 :- Google street view ko install kr le
4 :- downloading complete hone ke baad ise open kre.
Aapko kuchh is tarh dikhai de rha hoga ke ab kaise isme ham world tour kre..to aapko krna kya hai aapke saamne dikh rha hoga explore aur featured  to isme se explore pr thodi low quality dikhti hai aur featured  pr bilkul clear ti aapka jaisa internet soeed ho uske according  coose krle .
Fir search box upaf dikhayi de rha hoga us me type kre koi famous place jaise Tajmahal fir search kr de.
Ab aapke saamne Tajmahal ka map dikh rha hoga.
Previous
Next Post »
Thanks for your comment

Featured post

Android me Data pack (Net Pack) bachaye bahot Aasani se (Saving Data Pack In Android Easy Trick)

Android Ka data bachaye hello guys kaise ho , Aaj ham ek aise Topic par baat karne wale hain jisse mere khayal se ham sabhi pareshan r...

Ordered List

My Blog List

Hindi Internet Tricks