Website banaye 5 minut me wwww.hindiinternettricks.com |
Aur ek baat bta du isse aap paise bhi kama sakte hai par mehnat bahot karni hogi kyunki bin mehnat ke kuchh bh possible nhi hai.
To agar aap hard work kar sakte ho to ek baat pakki hai paisa aapke pichhe bhaagega..
is post me mai website/Blog kaise banaya jaye jaanenge..Paisa isse kaise kamaye agli post me jaanenge.
youtub-par-mobile-phone-se-videos-kaise. Upload karte hain jaane hindi me
Kya chahiye website Create karne ke liye:- 1- ek Email Id honi chahiye
2- Internet connection (Net Pack) ho.
Website Kaise banaye:- 1-- sabse pahle www.blogger.com par jaaye
2-- ab blogger aapki email id maang rha hai
3-- Email id enter kre phir Next Button par click kre
4-- Email id ka password enter kre fir sign in ki button par click kare
5-- New Blog par click kare
Is tarah ka popup window khulega
Title-- Isme aap jis name se website banana chahte hain wo Type kare.
Example--jaise meri website ka title hai Hindi Internet Tricks.
Address-- jis address se apne website ko kholna chahte hain wo daale..blogspot.com default hai ye apne se jud jayega aapke address me isliye blogspot.com na lagaye.
Aisa bhi ho sakta hai ki jo aap website ka address daal rhe ho wo pahle se kisi ka website address ho to kuchh word change karke try kar lena.
Example-- jaise meri website ka address hai computerkahelp.
Template-- koi bhi template select kar sakte hain apne pasand ka.
Ab jab sari detail fill ho gyi hai to Create blog button par click kare.
Website banaye 5 minut me wwww.hindiinternettricks.com |
Lo Aapki Website bankar ready hai bas isme kuchh post daalne honge.
Post daalne ke liye New blog par click karke kar sakte hain.
Ummed karta hu ke ab to aap jaan hi gye honge ke website kaise banayi jati hai phir bhi koi confusion ho to bejhijhak comment me puchh sakte hain puri help ki jaayegi
ConversionConversion EmoticonEmoticon